Tune Jo Na Kaha Chords And Lyrics | Mohit Chauhan
“Tune Jo Na Kaha” is a soulful track from the Bollywood movie “New York,” composed by Pritam and beautifully sung by Mohit Chauhan. The song features heartfelt lyrics penned by Sandeep Srivastava that convey a sense of longing and introspection. The guitar chords for this melody create a melodic and emotional atmosphere, capturing the essence of the film’s narrative.
Song Details:
Movie/Album: New York
Singer: Mohit Chauhan
Lyrics: Sandeep Shrivastava
Music: Pritam
Starring: Katrina Kaif, Neil Nitin Mukesh
Chords Used:
Capo: 5th Fret
Chords: C, G, F and Am
Strumming Pattern:
DD UU UDUD
How To Play Tune Jo Na Kaha Chords:
[Intro]
C G F C
Tune Jo Na Kaha, Main Woh Sunta Raha
C G F C
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
C G F C
Tune Jo Na Kaha, Main Woh Sunta Raha
C G F C
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Am G F C
Jane Kiski Hame Lag Gayi Hai Nazar
Am G F C
Is Shahar Me Na Apna Thikana Raha
C G F C
Door Chahat Se Main Apni Chalta Raha
C G F C
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
[Verse 1]
C
Dard Wo Pehle Se Hai Jyada
C
Khud Se Phir Ye Kiya Wada
Am F G C
Khamosh Nazre, Rahe Bezubaan
C
Ab Na Pehle Si Baate Hai
C
Bolo To Lab Tharthrate Hai
Am F G C
Raaz Ye Dil Ka, Na Ho Bayaan
C G F C
Ho Gaya Ke Asar Koi Hum Pe Nahi
C G F C
Hum Safar Mein To Hai Humsafar Hai Nahi
[Chorus]
C G F C
Door Jata Raha, Paas Aata Raha
C G F C
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
[Verse 2]
C
Aaya Woh Phir Nazar Aise
C
Baat Chidne Lagi Fir Se
Am F G C
Aankho Mein Chubhta Kal Ka Dhua
C
Haal Tera Na Hum Sa Hai
C
Is Khushi Me Kyun Gum Sa Hai
Am F G C
Basne Laga Kyun Phir Woh Jahaan
C G F C
Woh Jahaan Door Jis Se Gaye The Nikal
C G F C
Phir Se Yaadon Ne Kar Di Hai Jaise Pehel
[Chorus]
C G F C
Lamha Beet-ta Hua Dil Dukhata Raha
C G F C
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
[Bridge]
C G F C
Tune Jo Na Kaha, Main Woh Sunta Raha
C G F C
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Am G F C
Jane Kiski Hame Lag Gayi Hai Nazar
Am G F C
Is Shahar Me Na Apna Thikana Raha
[Chorus]
C G F C
Door Chahat Se Main Apni Chalta Raha
C G F C
Bujh Gayi Aag Thi, Daag Jalta Raha
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
C
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Also checkout the following songs by Mohit Chauhan:
Tune Jo Na Kaha Video:
Tune Jo Na Kaha Lyrics:
Tune Jo Na Kaha, Main Woh Sunta Raha
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Tune Jo Na Kaha, Main Woh Sunta Raha
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Jane Kiski Hame Lag Gayi Hai Nazar
Is Shahar Me Na Apna Thikana Raha
Door Chahat Se Main Apni Chalta Raha
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Dard Wo Pehle Se Hai Jyada
Khud Se Phir Ye Kiya Wada
Khamosh Nazre, Rahe Bezubaan
Ab Na Pehle Si Baate Hai
Bolo To Lab Tharthrate Hai
Raaz Ye Dil Ka, Na Ho Bayaan
Ho Gaya Ke Asar Koi Hum Pe Nahi
Hum Safar Mein To Hai Humsafar Hai Nahi
Door Jata Raha, Paas Aata Raha
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Hmm Mmm Hmm Mmm Hmmmmmm
Aaya Woh Phir Nazar Aise
Baat Chidne Lagi Fir Se
Aankho Mein Chubhta Kal Ka Dhua
Haal Tera Na Hum Sa Hai
Is Khushi Me Kyun Gum Sa Hai
Basne Laga Kyun Phir Woh Jahaan
Woh Jahaan Door Jis Se Gaye The Nikal
Phir Se Yaadon Ne Kar Di Hai Jaise Pehel
Lamha Beet-ta Hua Dil Dukhata Raha
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Tune Jo Na Kaha, Main Woh Sunta Raha
Khamakha, Bewajah, Khwaab Bunta Raha
Jane Kiski Hame Lag Gayi Hai Nazar
Is Shahar Me Na Apna Thikana Raha
Door Chahat Se Main Apni Chalta Raha
Bujh Gayi Aag Thi, Daag Jalta Raha