Zaroori Tha Chords And Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan
Song Details:
Movie/Album: Back 2 Love
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Khalil-ur-Rehman
Music: Sahir Ali Bagga
Starring: Gauhar Khan, Kushal Tandon
Zaroori Tha Chords:
Capo: 4th Fret
Chords: Em, D, C, Am and G
Strumming Pattern:
D DU UDU
How To Play Zaroori Tha Chords:
Em
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
Em C Em
Tune jab aakhiri khat, mera jalaya hoga
Em C Em
Tune jab phool, kitabon se nikale honge
Em C Em
Dene wala bhi tujhe yaad to aaya hoga
Em D C Em
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Em D C Em
Mohabbat bhi zaroori thi Bichadna bhi zaroori tha
Em Am
Zaroori tha ki
Am D C Em
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Em D C
Magar phir aarzu’on ka
C Em
bikharna bhi zaroori tha
Em D C Em
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Em Am Em
Batao yaad hai tumko wo jab dil ko churaya tha
Em Am Em
Churai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaya tha
Em
Wo jab kehte the
Em D C Em
Mera naam tum tasbih mein padhte ho
Em D
Mohabbat ki Namaazo ko
D C Em
qara karne se darte ho
Em D
Magar ab yaad aata hai
D C Em
Wo baatein thi mahaz baatein
Em D C
Kahin baaton hi baaton mein
C Em
Mukarna bhi zaroori tha
Em D C Em
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Em Am Em
Wahi hai surate apni wahi main hoon, wahi tum ho
Em Am Em
Magar khoya hua hoon main magar tum bhi kahin gum ho
Em D C Em
Mohabbat mein dagha ki thi So kaafir the so kafir hain
Em D
Mili hain manzilein phir bhi
D C Em
Musafir the, musafir hain
Em D
Tere dil ke nikaale hum
D G Em
Kahan bhatke, kahan pahunche
Em D C
Magar bhatke to yaad aaya
C Em
Bhatakna bhi zaroori tha
Em D C Em
Mohabbat bhi zaroori thi Bichadna bhi zaroori tha
Em Am
Zaroori tha ki
Am D C Em
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Em D C
Magar phir aarzu’on ka
C Em
bikharna bhi zaroori tha
Em D C Em
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Zaroori Tha chords by Rahat Fateh Ali Khan evoke deep emotions and resonate with the soulful essence of the song. As one strums along to the chords, they can feel the intensity of the heartbreak and longing conveyed in the lyrics.
Also checkout the following songs by Rahat Fateh Ali Khan: