2020's Latest

Husn Chords And Lyrics | Anuv Jain

Husn chords bring to life the melodic beauty of Anuv Jain’s soulful single from his private album. In this musical journey, Anuv not only lends his mesmerizing voice but also weaves the poetic lyrics and creates the captivating music. The song, featuring the enchanting duo of Vidushi Kaul and Tejas Ravishankar, weaves a tale of beauty and emotion. For those eager to strum along and immerse themselves in the magic of “Husn,” here are the guitar chords to accompany the melodic masterpiece.

Song Details:

Movie/Album: Private Album

Singer: Anuv Jain

Lyrics: Anuv Jain

Music: Anuv Jain

Starring: Vidushi Kaul, Tejas Ravishankar

Husn Chords:

Capo: 5th Fret

Chords: F, C, E7, Am, G

Strumming Pattern: 

DD UDUD UDU

How To Play Husn Chords:

[Intro]

F

Dekho dekho kaisi baatein yaha ki

C

Hain saath par hain saath na bhi

E7           Am    G

Kya itni aasan hai?

 

F

Dekho dekho jaise mere iraade

C

Waise kahan tere yaha the

E7                Am    G

Haan kitni nadaan main

 

[Chorus]

F

Mere husn ke ilawa

C                             G

Kabhi dil bhi maang lo na

F

Haye pal mein

                       G

Main pighal jau haan

 

F

Ab aisa na karo

C                          G

Ke dil jud na paye wapis

F

Teri baaton

                       G

Se bikhar jaun haan

 

[Verse 1]

F

Mana zamana hai deewana

C

Isiliye tune na jana

E7                      Am  G

Tere liye main kafi hoon

F

Dekho dekho ye zamane se thak kar

C

Aate ho kyu masoom ban kar?

E7                          Am  G

Tere liye main kya hi hoon?

 

[Chorus]

F

Phir aate kyu yaha

C                                 G

Karne aankhon me ho baarish?

F                              G

Ab aaye to thehar jao na

F

Aur poocho na zara

C                         G

Mere din ke bare me bhi

F                                    G

Bas itne me sambhal jaun haan

 

[Pre-bridge]

F                      Am

Haan ek din kabhi koi

F                           C

Jab bhi padhe kahani teri

E7                        Am

Lagta mujhe mere naam ka

F                          G

Zikr kahi bhi hoga nahi

 

[Bridge]

C

Haan

        Am

Main yahi

             F

Meri ye aankhon me

                        G

Aankhon me to dekho

                C

Dekho ye dil ka haal kya

                Am

Hothon se hota na bayan

             F

Meri ye aankhon me

                        G

Aankhon me to dekho

 

         C

Kaisa naseeb hai mera

                   Am

Milke bhi na mujhe mila

             F

Meri ye aankhon me

                        G

Aankhon me to dekho

 

       C

Teri adhuri si wafa

                      Am

Maangu main maangu aur na

             F

Meri ye aankhon me

                        G

Aankhon me to dekho

 

[Verse 2]

F

Dekho dekho kaisi kheenchi lakeerein

C

Chahe bhi dil to bhi na jeete

E7                   Am   G

Main iss daud me nahi

 

F

Dekho dekho kaisi baatein yaha ki

C

Baatein yahi dekhoon jahan bhi

E7              Am

Main is daur se nahi

 

Husn Video:

Husn Lyrics:

Dekho dekho kaisi baatein yaha ki

Hain saath par hain saath na bhi

Kya itni aasan hai?

Dekho dekho jaise mere iraade

Waise kahan tere yaha the

Haan kitni nadaan main

 

Mere husn ke ilawa

Kabhi dil bhi maang lo na

Haye pal mein

Main pighal jau haan

Ab aisa na karo

Ke dil jud na paye wapis

Teri baaton

Se bikhar jaun haan

 

Mana zamana hai deewana

Isiliye tune na jana

Tere liye main kafi hoon

Dekho dekho ye zamane se thak kar

Aate ho kyu masoom ban kar?

Tere liye main kya hi hoon?

 

Phir aate kyu yaha

Karne aankhon me ho baarish?

Ab aaye to thehar jao na

Aur poocho na zara

Mere din ke bare me bhi

Bas itne me sambhal jaun haan

 

Haan ek din kabhi koi

Jab bhi padhe kahani teri

Lagta mujhe mere naam ka

Zikr kahi bhi hoga nahi

 

Haan main yahi

Meri ye aankhon me

Aankhon me to dekho

Dekho ye dil ka haal kya

Hothon se hota na bayan

Meri ye aankhon me

Aankhon me to dekho

 

Kaisa naseeb hai mera

Milke bhi na mujhe mila

Meri ye aankhon me

Aankhon me to dekho

Teri adhuri si wafa

Maangu main maangu aur na

Meri ye aankhon me

Aankhon me to dekho

 

Dekho dekho kaisi kheenchi lakeerein

Chahe bhi dil to bhi na jeete

Main iss daud me nahi

Dekho dekho kaisi baatein yaha ki

Baatein yahi dekhoon jahan bhi

Main is daur se nahi

guptasandeep

Sandeep Gupta, a digital marketing professional with a deep passion for guitar playing since 15+ years. By day, he excels in digital marketing, and by night, he's an avid guitarist exploring various genres.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *